资源详情

「歌曲」kumar sanu、Alka Yagnik - Woh Ladki Bahut Yaad Aati
资源分类
音乐
资源来源
夸克网盘
提取码
资源描述

手机扫一扫打开

Waise mujhe amiron se milne ka kuch khaas shauk nahin hai
To phir mujse pyaar kyon kiya haan
Yeh kambakth hai hai ke galti kar baithta hai
Aur bhugatna humko padta hai
To bhugto
Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Mere sapno mein aaye
Mere dil ko churaye
Mujhe kitna satata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Dekha use jab pehli baar
Ban gaya deewana na main yar
Karke anjaana ikraar
Legayi dil ka chain karaar
Dekha use jab pehli baar
Ban gaya deewana na mainyar
Karke anjaana ikraar
Legayi dil ka chain karaar
Thodi si ghabrayi thi
Thodi si sharmayi thi
Kitna pyaara mukhda hai
Woh to chand ka tukda hai
Jane kahan chhup jati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Main to uspe marti hoon
Duniya se nahin darti hoon
Naam se uske savarti hoon
Pal pal aahein bharti hoon
Main to uspe marti hoon
Duniya se nahin darti hoon
Naam se uske savarti hoon
Pal pal aahein bharti hoon
Maana ke majboori hai
Chaahat abhi adhoori hai
Bas kuch din ki doori hai
Milna bahut zarori hai
Kya kya dard jagata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Mere sapno mein aaye
Mere dil ko churaye
Mujhe kitna satata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai

更新时间
2026-01-28 09:03:01
友情提示
建议立即将文件转存至夸克网盘,一键备份即可永久保存,随时防丢失、防失效,更省心!
复制分享
立即访问
资源不对或失效,可联系我们及时更新。